Door Duniya Se Lyrics - Mohammed Aziz

Door Duniya Se lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Aanchal Tera Dhalka Hua (1991). The music of Door Duniya Se Ghazal track is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod while the lyrics are penned by Shaikh Adam Abuwala.

Door duniya se chala hoon
Meri maiyat ko sambhalo
Door duniya se chala hoon
Meri maiyat ko sambhalo
Uth gaya hoon main jahaa se
Uth gaya hoon main jahaa se
Apne kande pe utha lo
Door duniya se chala hoon
Meri maiyat ko sambhalo

bharatlyrics.com

Door duniya se chala hoon
Lautne wala nahin hoon
Door duniya se chala hoon
Lautne wala nahin hoon
Mere pyaro mein ye samajhne
Door badal mein kahi hoon
Muh choonppana hain hi acha
Ye kafan chehre pe dhala
Uth gaya hoon main jahaa se
Apne kande pe utha lo
Door duniya se chala hoon
Lautne wala nahin hoon

Mund li maine jo aankhe
Buj gaye hain chand taare
Mund li maine jo aankhe
Buj gaye hain chand taare
Ja ke ab toofan se kah do
Aa gaya hoon main kinare
Kerke matam mere yaaro
Mujhko uljhan mein na dhalo
Uth gaya hoon main jahaa se
Mujhe apne kande pe utha lo
Door duniya se chala hoon
Lautne wala nahin hoon
Door duniya se chala hoon
Meri maiyat ko sambhalo
Door duniya se chala hoon.

Door Duniya Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Door Duniya Se is from the Aanchal Tera Dhalka Hua (1991).

The song Door Duniya Se was sung by Mohammed Aziz.

The music for Door Duniya Se was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod.

The lyrics for Door Duniya Se were written by Shaikh Adam Abuwala.

The music director for Door Duniya Se is Nadeem Saifi, Shravan Rathod.

The song Door Duniya Se was released under the Saregama.

The genre of the song Door Duniya Se is Ghazal.