Wafa Ki Rah lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya from Aanchal Tera Dhalka Hua (1991). Wafa Ki Rah Ghazal soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Hasrat Jaipuri.
Wafa ki rah mein mar kar
Tumhe dikha dunga
Wafa ki rah mein mar kar
Tumhe dikha dunga
Tumhari mang sitaro
Se main saja dunga
Wafa ki rah mein mar kar
Tumhe dikha dunga
Tum aisa phool
Jisko gulab kahte hain
Tum aisa phool
Jisko gulab kahte hain
Tum aisa roop ho
Hum aaftab kahte hain
Tumhare ppyra mein
Zindagi luta dunga
Tumhari mang sitaro
Se main saja dunga
Wafa ki rah mein mar kar
Tumhe dikha dunga
bharatlyrics.com
Main apne hath se dulhan
Tumhe banaunga
Main apne hath se dulhan
Tumhe banaunga
Tumahri mang mein
Sindur bhi sjaunga
Yeh mera pyar kaha tak hain
Main dikha dunga
Tumhari mang sitaro
Se main saja dunga
Wafa ki rah mine mar kar
Tumhe dikha dunga
Wafa ki rah mein mar kar
Tumhe dikha dunga.