Dream Boy Lyrics - Sowmya Raoh

Dream Boy Lyrics - Sowmya Raoh

Dream Boy Lyrics - Sowmya Raoh

Dream Boy lyrics, the song is sung by Sowmya Raoh from Jab Dil Kisi Pe Aata Hai (1996). Dream Boy Happy soundtrack was composed by Sandeep Chowta with lyrics written by Dev Kohli.

Meet bhi tu meet bhi tu
Meet bhi tu hai rubaroo
Dilnashi kahoon yaa jaane jaa
Tum nisaar ho yaa aitbaar ho
Dekha ye jahaan tum saa kahaan haan
Dream boy roop hai chaand
Saa suli si nazar
Dream boy kaun hai kya pataa
Yeh mujhe kya khabar
Meri jaan ho tum mahaan ho
Main jahaan rahoon tum
Ho aa haan haan
Na to kaho tum mere kaun
Ho kya pataa mujhe
Tum ho kahaan dream boy
Pyar ki hai lagan
Jaane kab ho milan
Dream boy tu kahaan hai kidhar
Dhundhta mera mann
Meet bhi tu meet bhi tu
Meet bhi tu meet bhi tu

bharatlyrics.com

Masti uski chaal aisi
Sher bhi na chalta hoga
Hawaa bhi chalna bhool jaaye
Jab kabhi woh hasta hoga
Styalish aisa bhi hoga koi bhi nahi
Ek tere siva koi bhi dilrubaa
Na pasand hai i what to do
Tu hi dilruba aaspaas hain
Chhedna mujhe o aa jaana
Dream boy tu kahaan hai kidhar
Dhundhta mera mann
Dream boy neend ki bhookh
Ki dil mein hai ek chubhan
Meet bhi tu meet bhi tu
Meet bhi tu meet bhi tu

Woh toh itna veer hai jahaan ka
Usko dar nahi hain
Kaise dekhoon main use haan
Main kahin hoon woh kahin hain
Dilksha waisa bhi koi nahi
Mere khwaab mein woh aake
Jaane kaa raat din kare woh mastiyaan
Door door ho door na raho
Kho gaya hai tu dhundhu kahaan
Dream boy pyar ki hai
Lagan jaane kab ho milan
Dream boy tu kahaan hai kidhar
Dhundhta mera mann
Meet bhi tu meet bhi tu
Meet bhi tu meet bhi tu.

Dream Boy Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *