Duniya Ne Mari Thokar Lyrics - Abhijeet Bhattacharya

Duniya Ne Mari Thokar lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya from Nazar Ke Samne (1994). The music of Duniya Ne Mari Thokar Sharaabi track is composed by Kishore Sharma, Mahesh Sharma while the lyrics are penned by Anwar Sagar.

Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada
Main aawara beshara
Footpaath ne mujhe paala
Main aawara beshara
Footpaath ne mujhe paala
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada

Humrii pa pa humrii pa pa
Humrii pa pa humrii pa pa
Humrii pa pa humrii pa pa
Humrii pa pa humrii pa pa

Maine jo pee sharaab
Sharaabi keh diya
Use kyaa naam doon
Jise ne lahoon peeya
Maine jo pee sharaab
Sharaabi keh diya
Use kyaa naam doon
Jise ne lahoon peeya
Behaka jo peeke main
Gaaliya mile
Jisne ujhaade ghar
Usse taaliyan mili
Iss duniya mein
Bolo yaaro insaaf kahan hai saala

Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada
Main aawara beshara
Footpaath ne mujhe paala
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada aa haa

Bachpan se aaj tak main
Dudata raha
Do rotiyo ke khaati
Jhooth bolata raha
Bachpan se aaj tak main
Dudata raha
Do rotiyo ke khaati
Jhooth bolata raha
Maanga jo maine pyaar
Nafrat mili
Sach bolane chalato
Gurbat mile
Aaj kal har jagah hain
Jhoothe ka bol baala

bharatlyrics.com

Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada
Main aawara beshara
Footpaath ne mujhe paala
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada aa haa
Duniya ne maari thokar
Sharaab ne bigaada aa haa.

Duniya Ne Mari Thokar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download