Dushwar Zamane Mein Lyrics - Surendra Nath

Dushwar Zamane Mein lyrics, the song is sung by Surendra Nath from Dukhiyari (1948). Dushwar Zamane Mein Sad soundtrack was composed by Gyan Dutt with lyrics written by F. M. Kaiser.

Dushwar zamane mein
Gareebon ka guzar hai
Dushwar zamane mein
Gareebon ka guzar hai
Aawaz do aawaz
Do bhagwan kidhar hai
Dushwar zamane mein
Gareebon ka guzar hai
Dushwar zamane mein

Hum jisko sunate to hai
Ashko ki jubani
Ashko ki jubani
Sunta hi nahi koi
Garibo ki kahani
Garibo ki kahani
Par yaad mein taseer
Na aaho mein asar hai
Par yaad mein taseer
Na aaho mein asar hai
Aawaz do aawaz do
Bhagwan kidhar hai
Dushwar zamane mein
Gareebon ka guzar hai
Dushwar zamane mein

bharatlyrics.com

Aasha me nirasah ka
Sada hota hai darshan
Sada hota hai darshan
Jhutha hai zamana
Banta takdir bhi bairna
Banta takdir bhi bairna
Kya ham pe gujarti hai
Tujhe iski khabar hai
Kya ham pe gujarti hai
Tujhe iski khabar hai
Aawaz do aawaz do
Bhagwan kidhar hai
Dushwar zamane mein
Gareebon ka guzar hai
Dushwar zamane mein

Dhanwalo udato
Gareebon ki hasi kyu
Garibo ki hasi kyu
Bhagwan na aayegi daya
Tujhko kabhi kyu
Daya tujhko kabhi kyu
Duniya se nahi tujhse to
Ummeed magar hai
Duniya se nahi tujhse to
Ummeed magar hai
Aawaz do aawaz do
Bhagwan kidhar hai
Dushwar zamane mein
Gareebon ka guzar hai
Dushwar zamane mein.

Dushwar Zamane Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download