Ek Se Bane Do Lyrics - Abhijeet Bhattacharya, S. P. Balasubrahmanyam, Udit Narayan

Ek Se Bane Do lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya, S. P. Balasubrahmanyam, Udit Narayan from Shatranj (1993). Ek Se Bane Do Masti soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Ek se bane do do se bane teen
Hum jidhar se guzare
Wo safar ho rangeen
Ek se bane do do se bane teen
Hum jidhar se guzare
Wo safar ho rangeen
Hamsa koi hoga nahi
Are hamsa koi hoga nahi
London ho chahe ho chin

Ek se bane do do se bane teen
Hum jidhar se guzare
Wo safar ho rangeen
Ek se bane do do se bane teen
Hum jidhar se guzare
Wo safar ho rangeen

Apni ye gaadi hai sabse agadi hai
Dekho azuba hai ye
Apni ye gaadi hai sabse agadi hai
Dekho azuba hai ye
Koi ye jane na isko pahechane na
Apni mahebuba hai
Hum jo bulate hai ye doudi aati hai
Hum jo bulate hai ye doudi aati hai
Jeevan ki raho mein khushiya lutati hai
Aisi yaha gaadi kaha sabse hai ye behtarin

bharatlyrics.com

Kali sadi wali ladki bholi bhali
Aise na balkha ke chal
Gori gori baahe katil teri adaye
Dil mera jaye machal
Ek se bane do do se bane teen
Hum jidhar se guzare
Wo safar ho rangeen

Uthte hai sote hai haste hai rote hai
Rahte hai hum saath saath
Sapne sajaate hai masti lutate hai
Chahe ho din chahe raat
Hum ek dujhe ka daaman na chhodenge
Mar jayenge lekin rishta na todenge
Hum jo mile to hai bani tasveer aisi hasi

Ek se bane do do se bane teen
Hum jidhar se guzare
Wo safar ho rangeen
Ek se bane do do se bane teen
Hum jidhar se guzare
Wo safar ho rangeen

Hamsa koi hoga nahi
Are hamsa koi hoga nahi
London ho chahe ho chin
Ek se bane do do se bane teen
Hum jidhar se guzare
Wo safar ho rangeen
Ek se bane do do se bane teen
Hum jidhar se guzare
Wo safar ho rangeen.

Ek Se Bane Do Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download