Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf Maikada Lyrics - Pankaj Udhas

Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf Maikada lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Nasha (1999). The music of Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf Maikada Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by .

Teri nigaah se aisi sharaab pee maine
Ki phir naa hosh kaa dava kiya kabhi maine
Woh aur honge jinhe maut aa gayi hogi
Nigaahe yaar se paayi hai zindagi maine

Aye ghame zindagi
Aye ghame zindagi
Kuchh toh de mashwara
Aye ghame zindagi
Aye ghame zindagi
Kuchh toh de mashwara
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Main kahan jaaun hota nahi faisala
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada

Ek taraf bam par koyi gulphaam hai
Ek taraf mehfile bada-o-jaam hai
Ek taraf bam par koyi gulphaam hai
Ek taraf mehfile bada-o-jaam hai
Dil kaa dono se hai
Kuchh naa kuchh hai vaasta
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada

Usake dar se utha toh kidhar jaaunga
Maikada chhod dunga
Toh main marr jaaunga
Usake dar se utha
Toh kidhar jaaunga
Maikada chhod dunga
Toh main marr jaaunga
Usake dar se utha
Toh kidhar jaaunga
Maikada chhod dunga
Toh main marr jaaunga
Sakht mushkil me hu kya karu ai khuda
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada

Zindagi ek hai aur talabgar do jan
Akeli magar jaan ke hakdaar do
Zindagi ek hai aur talabgar do jan
Akeli magar jaan ke hakdaar do
Dil bata pehele kiska karu hak ada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada

bharatlyrics.com

Iss taaluk ko main kaise todu jafar
Kisko apanaau main kisko chhodu jafar
Iss taaluk ko main kaise todu jafar
Kisko apanaau main kisko chhodu jafar
Iss taaluk ko main kaise todu jafar
Kisko apanaau main kisko chhodu jafar
Meraa dono se rishta hai najdik kaa
Ek taraf usaka ghar
Ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar
Ek taraf maikada

Aye ghame zindagi
Aye ghame zindagi
Kuchh toh de mashwara
Aye ghame zindagi
Aye ghame zindagi
Kuchh toh de mashwara
Ek taraf usaka ghar
Ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar
Ek taraf maikada
Main kahan jaaun
Hota nahi faisala
Ek taraf usaka ghar
Ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar
Ek taraf maikada.

Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf Maikada Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download