Paimane Toot Gaye Lyrics - Pankaj Udhas

Paimane Toot Gaye lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Nasha (1999). The music of Paimane Toot Gaye Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by Saeed Rahi.

Kaun hai jisane main nahee pee hai
Kaun juthee kasam uthaata hai
Maikadese jo bach nikalata hai
Teree aankhon mein dub jaata hai

Jab ghir ke aayee kalee ghata
Rindo ne kaha jee bharake pila
Inkaar kiya jab saakee ne
Paimane toot gaye
Paimane toot gaye

Jab ghir ke aayee kalee ghata
Rindo ne kaha jee bharake pila
Inkaar kiya jab saakee ne
Paimane toot gaye
Paimane toot gaye

Jab aaye sharaabee mastee mein
Sab dub gaye yu mastee mein
Humgama hua ek bastee mein
Humgama hua ek bastee mein
Log aaye jab maikhaane tak
Paimane toot gaye
Paimane toot gay

Saakee kee nakaab ulat te hee
Kimat naa rahee paimaane kee
Raunak hee gayee maikhaane kee
Raunak hee gayee maikhaane kee
Sab pine lage jab ankhon se
Paimane toot gaye
Paimane toot gaye

bharatlyrics.com

Saakee kee najar jab tang hui
Shisho kee kismat sang hui
Yu saaree fazza berang hui
Yu saaree fazza berang hui
Maikhane me aaisee jung hui
Paimane toot gaye
Paimane toot gaye

Jab ghirke aayee kalee ghata
Rindo ne kaha jee bharke pila
Inkar kiya jab sakine
Paimane toot gaye
Paimane toot gaye
Paimane toot gaye
Paimane toot gaye.

Paimane Toot Gaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *