Gale Mein Laal Taai lyrics, the song is sung by Bela Sulakhe, Kumar Sanu from Hum Tumhare Hain Sanam (2002). Gale Mein Laal Taai Dance, Item Numbers soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Maya Govind.
Saiyyan Re Saiyyan Oh More Saiyyan Aake Gale Lag Ja
Saiyyan Re Saiyyan Oh More Saiyyan Aake Gale Lag Ja
Saiyyan Re Saiyyan Oh More Saiyyan Aake Gale Lag Ja
Gale Mein Laal Tie Ghar Mein Ek Char Pai
Takiya Ek Hai Aur Hum Do Ek Hai Razaie
Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume Neend Aayegi
Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume Neend Aayegi
Gale Mein Laal Tie Ghar Mein Ek Char Pai
Takiye Ki Fiker Na Kar Banunga Main Khud Razaie
Gale Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga
Gale Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga
bharatlyrics.com
Saari Duniya Chain Se Soye Hum Dono Baaton Mein Khoye
Tum Se Main Darti Hoon Koyi Harkat Na Karo
Ek Hai Shart Meri Tum Shararat Na Karo
Haaye Yeh Pasina Kyon Aa Gaya Hai Humdum
Na To Kuch Soche Tum Na To Kuch Soche Hum
Lage Char Pai Mein Kahin Ek Khatmal Hain
Tang Mujhe Karta Hain Tan Mein Hal-Bal Hain
Dushman Khatmal Ko Tujhse Mohabbat Hain
Jahan Chaahe Ho Mein Ga Haay Kya Kismat Hai
Abhi Usse Dhoond Kar Main Takdi Saja Doonga
Abhi Usse Dhoond Kar Main Takdi Saja Doonga
Gale Mein Laal Tie Ghar Mein Ek Char Pai
Takiya Ek Hai Aur Hum Do Ek Hai Razaie
Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume Neend Aayegi
Gale Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga
Khidki Ke Mein Parde Gira Doon
Tum Kehdo To Batti Booja Doon
Are Baba Na Re Na Batti Na Booja Dena
Waqt Ka Pata Nahin Kuch Na Ho Jaaye Kahin
Kehta Hoon Sar Ki Kasam Zyaada Na Chedonga
Is Sharafat Ke Liye Ek Chumma Loonga
Haay Kismat Phooti Kise Laar Kiya
Aise Be-Sabri Se Maine Kyon Pyaar Kiya
Ab To Majboori Hai Yeh Gadi Aayi Hai
Saath Sona Hi Pade Ek Char Paayi Hai
Tere Bharose Ko Kabhi Na Daga Doonga
Samjhi Tere Bharose Ko Kabhi Na Daga Doonga
Gale Mein Laal Tie Ghar Mein Ek Char Pai
Takiya Ek Hai Aur Hum Do Ek Hai Razaie
Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume Neend Aayegi
Gale Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga.