Taaron Ka Chamakta Lyrics - Bali Brahmbhatt

Taaron Ka Chamakta lyrics, the song is sung by Bali Brahmbhatt from Hum Tumhare Hain Sanam (2002). Taaron Ka Chamakta Happy soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Sameer.

Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Phool Ki Mehekthi Vaadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Phool Ki Mehekthi Vaadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho

bharatlyrics.com

Yeh Phool Tumhaare Zevar Hai
Yeh Chaand Tumhaara Aaina
Tum Jab Aise Sharmaati Ho
Dulhe Ka Dhadakta Hai Seena
Har Aaina Tumko Dekhe
Tum To Aisi Shehzadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho

Meri Behna Hai Phool Baharon Ka
Meri Behna Hai Noor Nazaron Ka
Meri Behna Ke Jaisi Koi Behna Nahin
Bina Iske Kahin Bhi Mujhe Rehna Nahin
Jaise Hai Chaand Sitaron Mein
Meri Behna Hai Ek Hazaron Mein
Hum Jaise Bhole Bhaalo Ki
Yeh Duniya To Hai Dilwalo Ki
Yeh Duniya To Hai Dilwalo Ki
Yeh Duniya To Hai Dilwalo Ki
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Phool Ki Mehekthi Vaadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho

Khushiyon Ke Melon Mein Baitho
Koyi Gham Na Tumhare Paas Aaye
Na Umar Ka Pehra Ho Tum Pe
Meri Dil Ki Dua Yeh Rang Laaye
Rab Hasta Hua Rakhe Tum Ko
Tum To Hasne Ki Aadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Phool Ki Mehekthi Vaadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Phool Ki Mehekthi Vaadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho.

Taaron Ka Chamakta Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download