Gham Hai Kyun Har Khushi Lyrics - Udit Narayan

Gham Hai Kyun Har Khushi lyrics, the song is sung by Udit Narayan from Hamara Dil Aapke Paas Hai (2000). Gham Hai Kyun Har Khushi Sad soundtrack was composed by Darshan Rathod, Sanjeev Rathod with lyrics written by Javed Akhtar.

Ho ho ho ho
Gham hai kyun
Har khushi kam hai kyun
Yeh bata har ghadi
Aankh bhi nam hai kyun
Yeh bata tune kis
Jurm ki paayi yeh saza ho
Dard se dil ka sangam
Hai kyun yeh bata
Tune kis jurm ki
Paayi yeh saza ho
Tujhpe jo sitam hua
Dusron ka paap tha
Is mein dosh hai tera kya
Jis pe zulm ho gaya
Usko hi mile saza
Kis kitaab mein hai likha
Tu kyun odhe sar
Par ilzaamon ki chaadar
Jab ke hai tu hi nirdosh
Yahan yeh bata
Ho ho ho ho

bharatlyrics.com

Gham hai kyun
Har khushi kam hai kyun
Yeh bata har ghadi
Aankh bhi nam hai kyun
Yeh bata naari jo bhi ho sahe
Sar jhukaaye chup rahe
Yeh riwaaj hai duniya ka
Tu yeh reet chhod de
Tu yeh rasm tod de
Yeh ilaaj hai duniya ka
Kyun aansu peeti hai
Kyun dukh mein jeeti hai
Kyun aankhon mein
Gham ka hai dhuaan
Yeh bata
Ho ho ho ho

Gham hai kyun
Har khushi kam hai kyun
Yeh bata har ghadi
Aankh bhi nam hai kyun
Yeh bata tune kis jurm ki
Paayi yeh saza ho
Ho ho ho ho
Ho ho ho ho.

Gham Hai Kyun Har Khushi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download