Hamari Chutiya Ka Lyrics - Amit Kumar

Hamari Chutiya Ka lyrics, the song is sung by Amit Kumar from Roti Kee Keemat (1990). Hamari Chutiya Ka Happy soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by .

Hamari chutiya ka
Hamari chutiya ka naahi jawaab re
Hamari chutiya
Iske andar hain ghun behisaab re
Hamari chutiya
Hamari chutiya ka naahi jawaab re
Hamari chutiya
Hamari chutiya ka naahi jawaab re
Hamari chutiya
Iske andar hain ghun behisaab re
Hamari chutiya

bharatlyrics.com

Gali gali mein shor hain bhiya
Hamari chutiya kaisi
Taal mein naachein soor mein gaave
Chale teer ke jaisi
Achho achho ki karti hain he he
Are achho achho ki karti hain
Isne aisi taisi hamari chutiya
Re hamari chutiya ka naahi jawaab re
Hamari chutiya
Iske andar hain ghun behisaab re
Hamari chutiya

Haath ghumakar choti par
Jab lun shankar ka naam
Bada saral ho jaave hain
Mushkil se mushkil kaam
O ito karat hain pal bhar
Maa o sunre babuaa
Are ito karat hain pal bhar maa
Dushman ka kaam
Tamaam hamari chutiya
Hamari chutiya ka naahi jawaab re
Hamari chutiya
Iske andar hain ghun behisaab re
Hamari chutiya

Bhole naath ki bhaktan ki to
Jaan hain hamari chutiya
Sidhe sachche logan ki
To pehchaan hain hamari chutiya
Kasam hain ganga
Miyya ki jai ganga maiya
Are kasam hain ganga miyya ki
Imaan hain hamari chutiya
Hamari chutiya ka naahi jawaab re
Hamari chutiya
Iske andar hain ghun behisaab re
Hamari chutiya

Hamari chutiya ka naahi jawaab re
Hamari chutiya
Hamari chutiya ka naahi jawaab re
Hamari chutiya
Iske andar hain ghun behisaab re
Hamari chutiya
Hamari chutiya hamari chutiya
Chutiya chutiya chutiya
Hamari chutiya hamari chutiya
Chutiya chutiya chutiya.

Hamari Chutiya Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download