Hum Deewane Pyar Ke (Title) Lyrics - Vinod Rathod

Hum Deewane Pyar Ke (Title) lyrics, the song is sung by Vinod Rathod from Hum Deewane Pyar Ke (2001). The music of Hum Deewane Pyar Ke (Title) Dance track is composed by Anup Jalota while the lyrics are penned by Rani Malik.

Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Lekin hum se jo takrayega
Uski aisi ki taisi

Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Pyaar bina
Nahin kuchh hai duniya mein
Pyar ke gaaon taraane
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Are pyaar bina
Kuchh nahin hai duniya mein
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane

bharatlyrics.com

Dil ka sauda dil se karte hai
Pyar ki chhaon mein palte hai
Dil ka sauda dil se karte hai
Pyar ki chhaon mein palte hai
Husn ke ishq ke parvane
Hum toh itna hi jaane
Husn ke ishq ke parvane
Hum toh itna hi jaane
Haan pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Are pyaar bina
Kuchh nahin hai duniya mein
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane

Vaade kasmein hum to tode ge
Saath yaar ka kabhi na chhodege
Vaade kasmein hum to tode ge
Saath yaar ka kabhi na chhodege
Chahein kahin bhi jaayenge
Bas yahin dohrayenge
Chahein kahin bhi jaayenge
Bas yahin dohrayenge
Haan pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Are pyaar bina
Kuchh nahin hai duniya mein
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane.

Hum Deewane Pyar Ke (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download