Hum Hain Aaj Ke Angaarey Lyrics - Alisha Chinai

Hum Hain Aaj Ke Angaarey lyrics, the song is sung by Alisha Chinai from Aaj Ke Angaarey (1988). The music of Hum Hain Aaj Ke Angaarey Motivational track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anjaan.

Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare
Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare
Jhulm hum sahe nahi
Jhulm hum kare nahi
Jhulm se dare nahi
Maane kabhi haar na

Jhulm hum sahe nahi
Jhulm hum kare nahi
Jhulm se dare nahi
Maane kabhi haar na
Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare hamaare

Li hai kasam jo nibhayenge
Jhum se ladke jaayenge
Maut bhi aaye to hum na ghabhrayenge
Himmat kabhi na haarenge
Kismat apni sawarenge
Jaan pe khel kar manzil apni paayenge
Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare hamaare

bharatlyrics.com

Pyaar ke dilo mein jagayenge
Dil na kisi ka dukhayenge
Par hame chhede jo
Wo na bachke na ja paayenga

Kuch paapi insaan hai
Paiso par kurbaan hai
Pyaar mein dam hai kyaa
Unko batlayenge
Hum hain aaj ke angaarey angaarey
Pyaar ke raastey hamaare hamaare hamaare

Dekho apna desh hai
Ek apna dharm hai
Lahu ki ravaani
Us vatan ke phool hai
Us vatan ke laal hai
Is vatan ke dushmano se
Haar nahi maani

Jhulm hum sahe nahi
Jhulm hum kare nahi
Jhulm se dare nahi
Maane kabhi haar na
Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare hamaare

Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare

Aaj ke angaarey
Aaj ke angaarey
Aaj ke angaarey.

Hum Hain Aaj Ke Angaarey Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download