Jeevan Ka Jug Aaya Lyrics - Amirbai Karnataki

Jeevan Ka Jug Aaya lyrics, the song is sung by Amirbai Karnataki from Prithvi Vallabh (1943). The music of Jeevan Ka Jug Aaya Happy track is composed by Rafiq Ghaznavi, Saraswati Devi while the lyrics are penned by Pandit Sudarshan.

Jeevan ka jug aaya ha
Jeevan ka jug aaya
Jeevan ka jug aaya
Andiyare ne suraj dekha
Dekh dekh kar man lalchaya
Andiyare ne suraj dekha
Dekh dekh kar man lalchaya
Jeevan ka jug aaya aaya
Jeevan ka jug aaya

Murja kar bagiya mahki hai
Phir iski rag rag chahaki hai
Soti dharti jag uthi hai
Soti dharti jag uthi hai
Kaisa sundar saaj sajaya
Kaisa sundar saaj sajaya
Jeevan ka jug aaya aaya
Jeevan ka jug aaya

bharatlyrics.com

Jeevan ka jug pyar ka jug hai
Jeevan ka jug pyar ka jug hai
Pyar mein soch vichar na kar tu
Pyar mein soch vichar na kar tu
Soch vichar ko aag laga de
Aage jeeta jagat jeevan
Aage jeeta jagat jeevan
Pichhe kali jeevan chhaya
Pichhe kali jeevan chhaya
Jeevan ka jug aaya ha
Jeevan ka jug aaya.

Jeevan Ka Jug Aaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download