Panchhi Ud Chal Lyrics - Menka Bai, Rafiq Ghaznavi

Panchhi Ud Chal lyrics, the song is sung by Menka Bai, Rafiq Ghaznavi from Prithvi Vallabh (1943). The music of Panchhi Ud Chal Happy track is composed by Rafiq Ghaznavi while the lyrics are penned by Pandit Sudarshan.

Panchhi ud chal apne desh
Panchhi ud chal apne desh
Panchhi ud chal apne desh
Panchhi ud chal apne desh

Apne desh ki tujhko dhun hai
Tere desh mein kya kya ghun hai
Jiski khatir tujhko panchhi
Jiski khatir tujhko panchhi
Bura lage pardesh
Bura lage pardesh
Panchhi kaisa tera desh
Panchhi kaisa tera desh panchhi

Mere desh ki ajab ada hai
Mere desh dur balaye
Mera desh hai sawarg ka tukda
Mera desh hai sawarg ka tukda
Phule phale hamesh
Phule phale hamesh
Panchhi ud chal apne desh
Panchhi ud chal apne desh panchhi

bharatlyrics.com

Raste mein sankat aayenge
Pag pag par bhay dikhlayenge
Raste mein sankat aayenge
Pag pag par bhay dikhlayenge
Hum panchhi parchayi bankar
Hum panchhi parchayi bankar
Upar se ud jayenge
Upar se ud jayenge
Madad karenge dev hamare
Madad karenge dev hamare
Bhrahma vishnu mahesh
Bhrahma vishnu mahesh
Panchhi ud chal apne desh
Panchhi ud chal apne desh
Panchhi ud chal apne desh
Panchhi ud chal apne desh.

Panchhi Ud Chal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download