Jinka Ghar Ho Ayodhaya Lyrics - Suresh Wadkar

Jinka Ghar Ho Ayodhaya lyrics, the song is sung by Suresh Wadkar from Bade Ghar Ki Beti (1989). Jinka Ghar Ho Ayodhaya Playful soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Santosh Anand.

Jai jai ram siya ram
Siya ram siya ram
Jai jai ram siya ram
Siya ram siya ram

Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai
Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai
Aage age ram chalat hai
Aage age ram chalat hai
Pichhe laxman bhai
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma

Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai
Aage age ram chalat hai
Aage age ram chalat hai
Pichhe laxman bhai
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai
Jai jai ram siya ram
Siya ram siya ram
Jai jai ram siya ram
Siya ram siya ram

Bharat shtrughan se hai devar
Bharat shtrughan se hai devar
Sita sneh lutati jin par
Gun avgun yeh kuchh na jane
Maat pita ko tirath mane
Dasrathji ke char ladle
Dasrathji ke char ladle
Tulsi ki chopayi
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai

Ram ke koi behan na thi
Ram ke koi behan na thi
Unko shayad yahi kami thi
Is ghar mein hai chhoti behana
Har bhai ka sukh aur chaina
Is ghar mein hai chhoti behana
Har bhai ka sukh aur chaina
Baat baat mein khel karat hai
Nandi aur bhojai
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai
Aage age ram chalat hai
Aage age ram chalat hai
Pichhe laxman bhai
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma

bharatlyrics.com

Kitna bhajan karo
Kitna jatan karo
Aaya samay kabhi kal ka nahi
Aaya samay kabhi kal ka nahi
Swarath ki dharti par boya
Jopatthar paudha
Kabhi bhi falta nahi
Ravan tha abhimani
Karta tha manmani
Ravan tha abhimani
Karta tha manmani
Duniya se khud hi jata rahi
Sita ki shkti ko
Laxman ki bhakti ko
Sansaar geeto mein gata raha
Sansaar geeto mein gata raha
Raghukul reeti sada chali aayi
Pran jaaye par vachan na jaaye
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma.

Jinka Ghar Ho Ayodhaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download