Kab Aag Mohabbat Ki Lyrics - Shahu Modak

Kab Aag Mohabbat Ki lyrics, the song is sung by Shahu Modak from Geet (1944). Kab Aag Mohabbat Ki Playful soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by .

Kab aag mohabbat ki
Bhujaye se bhuji hai
Kyu ishq ki va ki lagan
Dil mein jagi hai
Ha ha dil mein jagi hai

Bharat hai jism
Sabki taraf dekh rahi hai
Ha desh gatgir se
Sarik hai jana
Gham seer ye duniya hai
Yaha dil na lagana
Tum dil na lagana

Tum chaho to bigdi hui
Taqdeer badal jaye
Majhdar mein uljhi hui
Kasti bhi nikal jaye
Sach ye hai ke
Is desh ki har
Kom sambhal jaye
Inshaf utha du to
Badal jaye jamana
Gham seer ye duniya hai
Yaha dil na lagana
Tum dil na lagana

bharatlyrics.com

Tum desh ki raksha ke
Liye kya na karoge
Apno ko bachana hai to
Dushman se ladoge
Ek baat kahu tumse
Meri baat sunoge
Rakha hai kadam aaj to
Piche na hatana
Gham seer ye duniya hai
Yaha dil na lagana
Tum dil na lagana

Rakha hai kadam aaj to
Piche na hatana
Gham seer ye duniya hai
Yaha dil mein jagana
Tum dil mein jagana
Bedard jamana hai
Are bedard jamana
Dhokhe ki duniya hai
Yaha dil na lagana
Tum dil na lagana
Dhokhe ki duniya hai
Yahan dil na lagana
Tum dil na lagana.

Kab Aag Mohabbat Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *