Main Toh Piya Ki Joganiya Hoon Lyrics - Nirmala Devi

Main Toh Piya Ki Joganiya Hoon lyrics, the song is sung by Nirmala Devi from Geet (1944). The music of Main Toh Piya Ki Joganiya Hoon Romantic track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Main toh main toh
Piya ki joganiya hoon
Hoon main toh
Piya ki joganiya hoon
Main to piya ki joganiya

bharatlyrics.com

Piya hamare bukhe
Piya hamare bukhe
Main dil ka taal sajau
Main dil ka taal sajau
Piya hamare pyase
Naino mein jal bhar lau
Piya hamare pyase
Naino mein jal bhar lau
Main to main toh
Piya ki joganiya hoon
Hoon main toh
Piya ki joganiya hoon
Main toh piya ki
Joganiya hoon

Piya hamare ruthe
Piya hamare ruthe
Main saiya mar jau
Main saiya mar jau
Piya hamare mane
Charno me phool chadau
Piya hamare mane
Charno mein phool chadau
Main to main toh
Piya ki joganiya hoon
Hoon main toh
Piya ki joganiya hoon
Main toh piya ki
Joganiya hoon

Jab lag sans chale hai
Jab lag sans chale hai
Main pati charan gun gau
Main pati charan gun gau
Janam janam ke sathi
Main pyare piya pau
Janam janam ke sathi
Main pyare piya pau
Main to main toh
Piya ki joganiya hoon
Hoon main toh
Piya ki joganiya hoon
Main toh piya ki
Joganiya hoon.

Main Toh Piya Ki Joganiya Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download