Kashm Kash Badhi Lyrics - Sushma Shrestha (Poornima)

Kashm Kash Badhi lyrics, the song is sung by Sushma Shrestha (Poornima) from Cheetah (1994). Kashm Kash Badhi Sad soundtrack was composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit with lyrics written by Dev Kohli.

Kashm kash badhi to
Maine kash laga liya
Maine kash laga liya
Kashm kash badhi to
Maine kash laga liya
Maine kash laga liya
Zindagi ke gham ko
Dhuye mein uda diya uda diya
Kashm kash badhi to
Maine kash laga liya
Maine kash laga liya
Kashm kash badhi to
Maine kash laga liya
Maine kash laga liya

Dil pe kya gujarti hai gujarti hai
Fikr kya karu kya karu kya karu
Kal jo hona hai hoga
Fikr kya karu kya karu kya karu
Aaj maine dard ko dawa
Bana liya bana liya
Kashm kash badhi to
Maine kash laga liya
Maine kash laga liya
Ho maine kash laga liya

bharatlyrics.com

Bekhudi hai masti hai
Karar aa gaya
Apni iss ada pe mujhko
Pyar aa gaya
Bekhudi hai masti hai
Karar aa gaya
Apni iss ada pe mujhko
Pyar aa gaya
Shyam dhal rahi to
Maine dil jala diya jala diya
Kashm kash badhi to
Maine kash laga liya
Maine kash laga liya
Ho maine kash laga liya

Hasarte sulagti hai
Sulagti hai
Iska gham na kar gham na kar
Are hum nashe nashe mein
Dub jaaye
Nashe ko kam na kar
Kam na kar kam na kar
Kamyab wo hai jisne gham
Chhupa liya chhupa liya
Kashm kash badhi to
Maine kash laga liya
Maine kash laga liya
Kashm kash badhi to
Maine kash laga liya
Maine kash laga liya
Zindagi ke gham ko
Dhuye mein uda diya uda diya
Kashm kash badhi to
Maine kash laga liya
Ho maine kash laga liya
Maine kash laga liya
Ho maine kash laga liya
Maine kash laga liya.

Kashm Kash Badhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download