Kuch Nasha To Aapki Baat Ka Hai Lyrics - Pankaj Udhas

Kuch Nasha To Aapki Baat Ka Hai lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Endless Love Kitni Yaad Aati Hai (2006). Kuch Nasha To Aapki Baat Ka Hai Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by .

Kuch nasha to
Aapki baat ka hai
Kuch nasha to
Dhimi barsaat ka hai
Kuch nasha to
Aapki baat ka hai
Kuch nasha to
Dhimi barsaat ka hai
Humein aap yunhi
Sharaabi na kahiye
Iss dil pe asar to
Aapki mulakaat ka hai
Kuch nasha to aapki baat ka hai

Tu haqikat hain jo lagata
Hain khayalo ki tarah
Phool ki khusbooki baadal
Ki misalo ki tarah
Koi bhi waqt ho rehata
Hain ujalo ki tarah
Din mein hain roshani aur
Chanda meri raat ka hai
Kuch nasha to aapki baat ka hai
Kuch nasha to dhimi barsaat ka hai

Naam jo mera kabhi
Aaya teri baato mein
Chandani fail gai
Jaise meri raato mein
Aa gaya jab se tera
Hath mere hatho mein
Darr na ab mujhko
Zamane ka na haalat ka hai
Kuch nasha to aapki baat ka hai
Kuch nasha to dhimi barsaat ka hai

bharatlyrics.com

Ab yahin soch hain
Bas tere liye hi sochu
Sher mein jo bhi likhun
Tere liye hi likhun
Na tujhe dekhane
Dun na aur kiski ko dekhun
Ab to bas ek hi sapna
Mere din raat ka hai
Kuch nasha to
Aapki baat ka hai
Kuch nasha to
Dhimi barsaat ka hai
Humein aap yunhi
Sharaabi na kahiye
Iss dil pe asar to
Aapki mulakaat ka hai
Kuch nasha to
Aapki baat ka hai
Kuch nasha to
Dhimi barsaat ka hai.

Kuch Nasha To Aapki Baat Ka Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download