Tum Pyar Ko Mere Daga Mat Dena Lyrics - Pankaj Udhas

Tum Pyar Ko Mere Daga Mat Dena lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Endless Love Kitni Yaad Aati Hai (2006). Tum Pyar Ko Mere Daga Mat Dena Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by .

Tum pyar ko mere daga mat dena
Tum pyar ko mere daga mat dena
Kuchh bhi dena ye saja mat dena
Jise tum bin jeene ki aadat na ho
Usse lambi umar ki duaan mat dena
Tum pyar ko mere daga mat dena

bharatlyrics.com

Mere kandho par teri zulfein hain
Mere hotho pe teri saanse hain
Mere kandho par teri zulfein hain
Mere hotho pe teri saanse hain
Iss khwab se roshan raahate hain
Iss khwaab se mujhko jaga mat dena
Jise tum bin jeene ki aadat na ho
Usse lambi umar ki duaan mat dena
Tum pyar ko mere daga mat dena
Kuchh bhi dena ye saja mat dena

Tu geet wafa ke gaana sake
Main tujhko bulau tu aana sake
Tu geet wafa ke gaana sake
Main tujhko bulau tu aana sake
Tu chahein aur usko buja na sake
Iss aag ko itani hawa mat dena
Jisse tum bin jine ki aadat na ho
Usse lambi umar ki duaan mat dena
Tum pyar ko mere daga mat dena
Kuchh bhi dena ye saja mat dena

Jo teri meri kahani hain
Woh ab ashqo ki jabaani hain
Jo teri meri kahani hain
Woh ab ashqo ki jabaani hain
Ab dard hi teri nishaani hain
Iss dard ki koi dawa mat dena
Jisse tum bin jine ki aadat na ho
Usse lambi umar ki duaan mat dena
Tum pyar ko mere daga mat dena
Kuchh bhi dena ye saja mat dena.

Tum Pyar Ko Mere Daga Mat Dena Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download