Kurane Pak Tujhko Aaj Lyrics - Mohammed Aziz

Kurane Pak Tujhko Aaj lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Bandook Dahej Ke Seeney Par (1989). The music of Kurane Pak Tujhko Aaj Qawwali track is composed by Jugal Kishore, Tilak Raj while the lyrics are penned by .

Roj savere uth kar bejhu
Jise hajar salam
Wo hai mera kuran
Jis se zinda hai islam
Jis se zinda hai islam

Kurane paak tujhko aaj
Kurane paak tujhko aaj
Kurane paak tujhko aaj
Kurane paak tujhko aaj
Apne bando ka rasta dikhana hai
Apne bando ka rasta dikhana hai
Aur hampe karam farmana hai
Kurane paak tujhko aaj

Jo momin tujhko padta hai
Wo allah ka pyara hai
Jo momin tujhko padta hai
Wo allah ka pyara hai
Ghar mein jo tujhko rakhta hai
Ghar jannat ban jata hai
Ghar mein jo tujhko rakhta hai
Ghar jannat ban jata hai
Aur khuda ne tujhko jamin pe bejha
Khuda ne tujhko jamin pe bejha
Jare jare ko roshan banana hai
Aur hampe karam farmana hai
Aur hampe karam farmana hai
Kurane paak tujhko aaj
Kurane paak tujhko aaj

Mohammed ali aur peer payambar
Sabne tujhko chuma hai
Mohammed ali aur peer payambar
Sabne tujhko chuma hai
Duniya ka har khwaja tujhko
Sar pe lekar jhum hai
Main bhi ya rab jhum raha hai alla
Aaj tere hukum ko bajana
Aur hampe karam farmana hai
Aur hampe karam farmana hai
Kurane paak tujhko aaj
Kurane paak tujhko aaj

bharatlyrics.com

Khuda ki shaan hai tu
Mera iman hai tu
Meri to jaan hai tu
Muslman ki pehchan hai tu
Muslman ki pehchan hai tu
Muslman ki pehchan hai tu
Muslman ki pehchan hai tu
Muslman ki pehchan hai tu
Muslman ki pehchan hai tu
Allah hu muslman ki pehchan hai tu
Allah hu muslman ki pehchan hai tu
Allah hu muslman ki pehchan hai tu
Allah hu muslman ki pehchan hai tu.

Kurane Pak Tujhko Aaj Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *