Kya Kahoon Mein Tumhe Lyrics - Kumar Sanu

Kya Kahoon Mein Tumhe lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Nasheela (1999). The music of Kya Kahoon Mein Tumhe Love track is composed by Jeetu, Tapan while the lyrics are penned by Pandit K.Razdan.

Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon
Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon
Bhool kar bhi magar bewafa na kahoon
Bhool kar bhi magar bewafa na kahoon
Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon

Umra bhar main wafao ka kaidi raha
Umra bhar main wafao ka kaidi raha
Umra bhar main wafao ka kaidi raha
Kyaa ise sadagi ki saza na kahoon
Kyaa ise sadagi ki saza na kahoon
Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon

Rang kaala mahek pehali barsaar ki
Rang kaala mahek pehali barsaar ki
Rang kaala mahek pehali barsaar ki
Main teri zulf ko kyun ghata na kahoon
Main teri zulf ko kyun ghata na kahoon
Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon

Mushkile aur badh jaayegi aaj ki
Mushkile aur badh jaayegi aaj ki
Mushkile aur badh jaayegi aaj ki
Aadami ko agar khuda na kahoon
Aadami ko agar khuda na kahoon
Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon

bharatlyrics.com

Zindagi ek achhai de de mujhe
Zindagi ek achhai de de mujhe
Zindagi ek achhai de de mujhe
Main kisi bhi boore ko boora na kahoon
Main kisi bhi boore ko boora na kahoon
Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon
Bhool kar bhi magar bewafa na kahoon
Bhool kar bhi magar bewafa na kahoon
Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon
Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon.

Kya Kahoon Mein Tumhe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download