Waqt Ne Humse Kisa Liya Imtihan Lyrics - Kumar Sanu

Waqt Ne Humse Kisa Liya Imtihan lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Nasheela (1999). Waqt Ne Humse Kisa Liya Imtihan Sad soundtrack was composed by Jeetu, Tapan with lyrics written by Pandit K.Razdan.

Waqt ne humse kisa liya imtihan
Waqt ne humse kisa liya imtihan
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Ban to sakti thi kitani alag daastan
Ban to sakti thi kitani alag daastan
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Haan waqt ne humse kisa liya imtihan

Humko ilzaam dene se kya fayda
Humko ilzaam dene se kya fayda
Humko ilzaam dene se kya fayda
Apne kadmo ki aahat se
Apne kadmo ki aahat se khud puchh lo
Kis ne kisi par girai thi kyun bijliyan
Kis ne kisi par girai thi kyun bijliyan
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Haan waqt ne humse kisa liya imtihan

Apni marzi se aaye the mehfil mein tum
Apni marzi se aaye the mehfil mein tum
Apni marzi se aaye the mehfil mein tum
Apni marzi se khud hi
Apni marzi se khud hi nikal bhi gaye
Sabko aisi mohabbat milegi kahan
Sabko aisi mohabbat milegi kahan
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Haan waqt ne humse kisa liya imtihan

bharatlyrics.com

Kaash aaye hawa ka woh jhoka kahin
Kaash aaye hawa ka woh jhoka kahin
Kaash aaye hawa ka woh jhoka kahin
Le udde zindagi ko
Le udde zindagi ko usi mod par
Jab mili humko pehali judaai jahan
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Jab mili humko pehali judaai jahan
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Humne roka nahin tum ruke bhi nahin
Haan waqt ne humse kisa liya imtihan.

Waqt Ne Humse Kisa Liya Imtihan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download