Kyun Mujhko Neend Nahin Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Kyun Mujhko Neend Nahin lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Mohabbat Ki Arzoo (1994). The music of Kyun Mujhko Neend Nahin Happy track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Main ek sawaal puchhun tumse
Main ek sawaal puchhun tumse
Kyun mujhko neend nahin aati aati
Main chain se kabhi jo so sakti
Main chain se kabhi jo so sakti
Tumhe iska matlab iska matlab samjaati
Main ek sawaal puchhun tumse
Kyun mujhko neend nahin aati aati
Main chain se kabhi jo so sakti
Tumhe iska matlab haan iska matlab samjaati

Tumse pyar kar liya ho ho
Tum se pyar karliya dil ki baat maan ke
Aap apni jaan ke aap apni jaan ke
Main ek sawaal puchhun tumse
Ye rog tumne lagaya tha kyun kyun
Ho ho ho ho ho ho
Ilzaam dene se pehle ye soch mujhe
Deewana tumne
Ho tumne banaya tha kyun
Deewana tumne banaya tha kyun

bharatlyrics.com

Loot gaya karaar bhi ho oo
Loot gaya karaar bhi
Chain mera kho gaya
Badh gayi bechainiyaa
Jaane ye kya ho gaya
Jaane ye kya ho gaya
Main ik sawaal puchhun tumse
Ye haal tera kaise huaa huaa ho ho
Main na samaj hoon
Kuchh bhi na jaaun
Tujhe ho kuchh tho bhi pata
Pataa to mujh ko bataa
Ho kuch pata to mujhko bata
Main ek sawaal puchhun tumse
Kyun mujhko neend nahin aati aati
Main chain se kabhi jo so sakti
Tumhe iska matlab iska matlab samjaati
Kyun mujhko neend nahin aati
Kyun mujhko neend nahin aati
Kyun mujhko neend nahin aati
Kyun mujhko neend nahin aati.

Kyun Mujhko Neend Nahin Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download