Main Ek Sawal Puchhu Tumse Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Main Ek Sawal Puchhu Tumse lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Mohabbat Ki Arzoo (1994). Main Ek Sawal Puchhu Tumse Playful soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Rani Malik.

Main ek sawal puchhu tumse
Main ek sawal puchhu tumse
Kyun mujhko neend nahi aati aati
Main chain se kabhi jo so sakti
Main chain se kabhi jo so sakti
Tumhe is ka matlab re
Matlab samjhati
Iska matlab samjhati
Main ek sawal puchhu tumse
Kyun mujhko neend nahi aati
Main chain se kabhi jo so sakti
Tumhe is ka matlab haan
Matlab samjhati
Iska matlab samjhati

Tumse pyaar kar liya
Tumse pyaar kar liya dil ki baat maan ke
Ham to bairi ho gaye aap apni jaan ke
Aap apni jaan ke
Main ek sawal puchhu tumse
Yeh rog tumne lagaya tha kyun kyun
Ilzaam dene se pehale yeh socho
Mujhe deeana tumne ho
Tumne banaya kyun
Deeana banaya kyun

bharatlyrics.com

Loot gaya karaar bhi
Loot gaya karaar bhi
Chain mera kho gaya
Bad gayi bchiniya
Yeh mujhe kya ho gaya
Jaane yeh ho gaya
Main ek sawal puchhu tumse
Yeh haal tera kaise hua hua
Main na samjh hun
Kuchh bhi na jaanu
Tujhe ho kuchh pata to
Pata to mujhko bata
Ho kuchh pata to mujhko bata
Main ek sawal puchhu tumse
Kyun mujhko neend nahi aati aati
Main chain se kabhi jo so sakti
Tumhe is ka matlab haan
Matlab samjhati
Iska matlab samjhati
Mujhko neend nahi aati aati
Mujhko neend nahi aati aati
Mujhko neend nahi aati aati
Mujhko neend nahi aati aati.

Main Ek Sawal Puchhu Tumse Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download