Mahiya Lyrics - Jal (Band)

Mahiya lyrics, the song is sung by Jal (Band) from Boondh (2007). Mahiya soundtrack was composed by Jal (Band) with lyrics written by .

Mahiya lele dard saare dede khushiya
Mahiya jee le zindagi ka har pal apana

Ho jab aankh khuli anjaan tha
Apane andar gum naam tha
Nayi duniya ke naye log mile
Is duniya mein tera pyar na tha
Mere dil gata jaa na kar tu intejaar
Kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar
Tu hi gaata ja aur chhed saare taar
Kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar
Mahiya lele dard saare dede khushiya
Mahiya jee le zindagi ka har pal apana

bharatlyrics.com

Dukh sukh mere ban jaate hai
Jab gam mere agar baatein koi
Har dard mujhe bhul jata hai
Jab yaar ho mere saath sabhi
Mere har pal ki hai ek nayi dastaan
Ek nayi hai subaha ek naya asmaan
Thodi masti hai thoda dil deewana
Nahin dil hai ab mera koi veerana

Dil dhadka nahin hai rukta nahi
Anjaani raahon par chalta hai
Jaana ek din hai iss duniya se
Jee le pal do pal ham yeh zindagi
Mere dil gata jaa tu kar na intejaar
Kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar
Tu hi gaata ja aur jod saare taar
Kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar
Mahiya haa aa.

Mahiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download