Morey Piya Lyrics - Jal (Band)

Morey Piya lyrics, the song is sung by Jal (Band) from Boondh (2007). Morey Piya soundtrack was composed by Jal (Band) with lyrics written by .

Din wohi raate wohi
Pal mein woh na rahan
Tanha in saamo mein
Koi bhi aapna na tha
Chanda aur tare bhi
Bole ke yeh kya huwa
Haan mein wohi tum wohi
Sama yeh woh na raha
Morey piya tu na samjha
Mein is duniya ka na tha

Khoya din khoyi raaton mein
Dhoondhu mein kya
Auron se sikwa par
Aapno ne bhii kya kiya
Nahin is duniya mein koi
Jo aapna laga
Zamane ki rupne hi
Mujhko rusuwa kiya
Morey piya tu na samjha
Mein is duniya ka na tha

bharatlyrics.com

Riste sabhi banjate hai
Tutne ke liye ek humdum
Morey morey piya
Kaise kaise jiya
Riste sabhi banjate hai
Tutne ke liye ek humdum
Morey morey piya
Kaise kaise jiya.

Morey Piya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download