Maine Dekhi Jag Ki Reet Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum

Maine Dekhi Jag Ki Reet lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum from Sunehre Din (1949). The music of Maine Dekhi Jag Ki Reet Romantic track is composed by Gyan Dutt while the lyrics are penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Maine dekhi jag ki reet
Meet sab juthe pad gaye
Mera balam itna dosh
Ke tum sang naina lad gaye
Meet sab juthe pad gaye
Mera balam itna dosh
Ke tum sang naina lad gaye
Meet sab juthe pad gaye
Maine dekhi jag ki reet
Meet sab juthe pad gaye

Rasiya sataye hume ab jan jan ke
Bada dukh paya maine
Dil ka kaha man ke
Rasiya sataye hume ab jan jan ke
Bada dukh paya maine
Dil ka kaha man ke
Teri meri preet purani re
Balam kahe ko bigad gaye
Meet sab juthe pad gaye
Teri meri preet purani re
Balam kahe ko bigad gaye
Meet sab juthe pad gaye
Maine dekhi jag ki reet
Meet sab jhuthe pad gaye

Ek dil dukh zamane bhar ke
Haye re zamane bhar ke
Hum to bharoshe re rasiya
Bas hai tumhare dar ke
Mere bhole bhale dil pe sajan
Kya jadu kar gaye
Meet sab juthe pad gaye
Mere bhole bhale dil pe sajan
Kya jadu kar gaye
Meet sab juthe pad gaye
Maine dekhi jag ki reet
Meet sab jhuthe pad gaye

bharatlyrics.com

Aaye bhi wo gaye bhi
Aaye bhi wo gaye bhi
Mere dil ki rah gayi dil mein
Na kee jee bhar ke batiya
Gujari ro ro ke ratiya
Mere dil ki rah gayi dil me
Na kee jee bhar ke batiya
Gujari ro ro ke ratiya
Ab jiya pukare aaja
Ab jiya pukare aaja
Aaja do naina bhar gaye
Meet sab jhuthe pad gaye
Maine dekhi jag ki reet
Meet sab jhuthe pad gaye
Mera balam itna dosh
Ke tum sang naina lad gaye
Meet sab jhuthe pad gaye
Maine dekhi jag ki reet
Meet sab jhuthe pad gaye

Ek dil dukh zamane bhar ke
Haye re zamane ke bhar
Hum to bharoshe rasiya
Hai bas tumhare dar ke
Haye re tumhare dar ke
Mere bhole bhala dil pe
Kya jadu kar gaye
Meet sab jhuthe pad gaye
Maine dekhi jag ki reet
Meet sab jhuthe pad gaye.

Maine Dekhi Jag Ki Reet Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download