Umango Ke Din Beete Jaye Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum, Sulochana Kadam

Umango Ke Din Beete Jaye lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum, Sulochana Kadam from Sunehre Din (1949). Umango Ke Din Beete Jaye Masti soundtrack was composed by Gyan Dutt with lyrics written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Umango ke din beete jaye beet-te
Beet te ye bhi hath na aaye
Jawani ke din hai ye
Haye jawani ke din hai ye
Kisi ki hoja ri gori
Kisi ko apna bana le
Gori umango ke din beete jaye
Beet ke ye din hath na aaye
Kisi ki hoja ri gori
Kisi ko apna bana le
Gori jawani ke gun gale

bharatlyrics.com

Jawani ek nasha hai
Jawani ek maza hai
Jisme ke jisme insan ghume
Aap apne baju mein
Jawani ek nasha hai
Jawani ek maza hai
Jisme ke jisme insan ghume
Aap apne baju mein
Kisi ki hoja ri gori
Kisi ko apna bana le
Gori jawani ke gun gale

Gori umango ke din beete jaye
Beet ke ye din hath na aaye
Kisi ki hoja ri gori
Kisi ko apna bana le
Gori jawani ke gun gale

Jawani ek tarana
Ke jisko ke jisko sune zamana
Jisko gaye wo dil
Ke jispe bani ho mushkil
Jawani ek tarana
Ke jisko ke jisko sune zamana
Jisko gaye wo dil
Ke jispe bani ho mushkil
Kisi ki hoja ri gori
Kisi ko apna bana le
Gori jawani ke gun gale

Gori umango ke din beete jaye
Beet ke ye din hath na aaye
Kisi ki hoja ri gori
Kisi ko apna bana le
Gori jawani ke gun gale
Umango ke din beete jaye
Beet ke ye din hath na aaye
Kisi ki hoja ri gori
Kisi ko apna bana le
Gori jawani ke gun gale.

Umango Ke Din Beete Jaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download