Mera Yaar Sangdil Lyrics - Sadhana Sargam

Mera Yaar Sangdil lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam from Raghuveer (1995). The music of Mera Yaar Sangdil Sad track is composed by Dilip Sen, Sameer Sen while the lyrics are penned by Sameer.

Mera yaar sangdil hai
Mera yaar sangdil hai,
Magar bewafa nahi
Shikawa hai shikaayat hai
Magar woh khafa nahi
Magar woh khafa nahi
Mera yaar sangdil hai,
Magar bewafa nahi
Shikawa hai shikaayat hai
Magar woh khafa nahi
Magar woh khafa nahi

Mere tasavvuraat mein
Chehara sanam ka hai
Yaadon ke anjuman mein
Pehara sanam ka hai
Mere tasavvuraat mein
Chehara sanam ka hai
Yaadon ke anjuman mein
Pehara sanam ka hai
Woh dil ki dhadkano se
Woh dil ki dhadkano se
Ik pal juda nahi
Shikawa hai shikaayat hai
Magar woh khafa nahi
Magar woh khafa nahi

Hum ajanabi se hai magar,
Sab jaanate hai hum
Andaaj-e-mohabbat ko
Pehchaanate hai hum
Hum ajanabi se hai magar,
Sab jaanate hai hum
Andaaj-e-mohabbat ko
Pehchaanate hai hum
Woh raaj kaun sa ho o..
Woh raaj kaun sa hai
Jo mujhko pata nahi
Shikawa hai shikaayat hai
Magar woh khafa nahi
Magar woh khafa nahi

bharatlyrics.com

Apno se berukhi hai,
Gairon se pyaar hai
Uski isi ada pe meri
Jaan nisaar hai
Apno se berukhi hai,
Gairon se pyaar hai
Uski isi ada pe meri
Jaan nisaar hai
Thoda sa hai
Woh naadaan ho o..
Thoda sa hai
Woh naadaan uski khata nahi
Shikawa hai shikaayat hai
Magar woh khafa nahi
Magar woh khafa nahi
Magar woh khafa nahi
Magar woh khafa nahi.

Mera Yaar Sangdil Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download