Meri Jaan Meri Jaana Lyrics - Alka Yagnik, Nitin Raikwar

Meri Jaan Meri Jaana lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Nitin Raikwar from Calcutta Mail (2003). Meri Jaan Meri Jaana Romantic soundtrack was composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) with lyrics written by Mehboob Alam Kotwal.

Meri jaan meri jaana
Meri jaan meri jaana
Tu hai meri bahar
Pehli nazar mein mujhko
Hone laga hai pyar
Meri jaan meri jaana
Tu hai meri bahar
Pehli nazar mein mujhko
Hone laga hai pyar
Ke tere been jeena hai
Ke tere been marna hai
Main dekhu tera hi rasta
Meri jaan meri jaana
Tu hai meri bahar
Pehli nazar mein mujhko
Hone laga hai pyar
Ke tere been jeena hai
Ke tere been marna hai
Main dekhu tera hi rasta

bharatlyrics.com

Sundarta se sundar tu
Pyar ka ek samandar tu
Sundarta se sundar tu
Pyar ka ek samandar tu
Jaane jaana sachi pukar na ho
Tere beena ek pal reh na saku
Wo likhta raha main padhti rahi
Wo padhta raha mein likhti rahi
Ha main deewani hu
Main uski raani hu
Usi ko chahugi main sada

Pehla din aur pehla show
Leke gaya mujhe picture ko
Pehla din aur pehla show
Leke gaya mujhe picture ko
Bhid bahot thi logo ki
Lad lad ke ticket wo laya to
Wo heero hai mere dil ka
Main hiroine
Ha main deewani hu
Main uski raani hu
Usi ko chahugi main sada
Meri jaan meri jaana
Tu hai meri bahar
Pehli nazar mein mujhko
Hone laga hai pyar
Ke tere been jeena hai
Ke tere been marna hai
Main dekhu tera hi rasta.

Meri Jaan Meri Jaana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *