Zindagi Hai Kya Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Zindagi Hai Kya lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Calcutta Mail (2003). Zindagi Hai Kya Romantic soundtrack was composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) with lyrics written by Mehboob Alam Kotwal.

Zindagi hai kya pyar ke bina
Pyar bhi hai kya aap ke bina
Zindagi hai kya pyar ke bina
Pyar bhi hai kya aap ke bina
Jeene ki umange
Khushiyo ki tarange
In mein kya rang hoga
Ajee aap ke bina
Zindagi hai kya pyar ke bina
Pyar bhi hai kya aap ke bina
Jeene ki umange
Khushiyo ki tarange
In mein kya rang hoga
Ajee aap ke bina

bharatlyrics.com

Roshan hai tere dam se
Dil ka jaha mera
Tuhi to hai wo faki jalti hui sama
Chaahat ne teri yeh
Darja hume diya
Teri mohabbato ka
Karte hai shukhriya
Jeene ki umange
Khushiyo ki tarange
In mein kya rang hoga
Ajee aap ke bina
Zindagi hai kya pyar ke bina
Or pyar bhi hai kya aap ke bina

Humko hai naaj tum par
Tum par gurur hai
Tute na zindagi bhar
Ye jo sindur hai
Saato janam ka wada
Tumse kiya hai yaar
Apne liye hi maanga
Rab se tumhara pyar
Jeene ki umange
Khushiyo ki tarange
In mein kya rang hoga
Ajee aap ke bina
Zindagi hai kya pyar ke bina
Pyar bhi hai kya aap ke bina
Jeene ki umange
Khushiyo ki tarange
In mein kya rang hoga
Ajee aap ke bina.

Zindagi Hai Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download