Na Meri Zubaan Pe Tera Naam Lyrics - Alka Yagnik, Kumar Sanu

Na Meri Zubaan Pe Tera Naam lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Bedardi (1993). Na Meri Zubaan Pe Tera Naam Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by .

Na meri zubaan pe tera naam
Na teri zubaan pe mera naam aaya
Nazar ka ishara, nazar ka ishara
Nazar ka ishara, bahut kam aaya
Nazar ka ishara, bahut kam aaya

Na meri zubaan pe tera naam
Na teri zubaan pe mera naam aaya
Nazar ka ishara, nazar ka ishara
Nazar ka ishara, bahut kam aaya
Nazar ka ishara, bahut kam aaya

Bada khubsurat bana ye bahana
Bada khubsurat bana ye bahana
Kaha kya suna kya, kisi ne na jana
Kaha kya suna kya, kisi ne na jana

Na mere hi sar pe ye iljam aaya
Na tere hi sar pe ye iljam aaya
Nazar ka ishara, nazar ka ishara
Nazar ka ishara, bahut kam aaya
Nazar ka ishara, bahut kam aaya

Khule raj sare magar chupke chupke
Khule raj sare magar chupke chupke
Mili dil ko dil ki khabar chupke chupke
Na teri taraf se ye pegam aaya
Na meri taraf se ye pegam aaya

bharatlyrics.com

Nazar ka ishara, nazar ka ishara
Nazar ka ishara, bahut kam aaya
Nazar ka ishara, bahut kam aaya
Na meri zubaan pe tera naam
Na teri zubaan pe mera naam aaya
Na meri zubaan pe tera naam
Na teri zubaan pe mera naam aaya.

Na Meri Zubaan Pe Tera Naam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download