O Re Piya Tumhi Ko Dil Diya Lyrics - Alka Yagnik

O Re Piya Tumhi Ko Dil Diya Lyrics - Alka Yagnik

O Re Piya Tumhi Ko Dil Diya lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Insaaf Ki Manzil (1988). O Re Piya Tumhi Ko Dil Diya Romantic soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Mithilesh Maan Singh.

Sajna aa…sajna aa
O re piya
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa

Phoolo ka dekho kaisa
Chehara khila hain
Mushkil se ye milane ka
Ye muka mila hain
Phoolo ka dekho kaisa
Chehara khila hain
Mushkil se ye milane ka
Ye muka mila hain aa aa..
Tu na aaye tu na aaye
Jeeya tujhe bulaye
Ye rut beeti jaaye tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa

bharatlyrics.com

Saanso ki sehnaai tujhko bulaye
Bole singaar mera ab to maan jaare
Saanso ki sehnaai tujhko bulaye
Bole singaar mera
Ab to maan jaare aa aa
Tu na maana tu na maana
Kyaa kahega zamana
Zamana dega taana tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa

Mera chain chhina
Tune pehali nazar mein
Ab to hain manzil
Meri teri dagar mein
Mera chain chhina
Tune pehali nazar mein
Ab to hain manzil meri
Teri dagar mein aa aa
Pyaar dede pyaar dede
Bahon mein mujhe lele
Balam albele tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa.

O Re Piya Tumhi Ko Dil Diya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *