Paas Aaja Lyrics - Pablo

PAAS AAJA LYRICS: The song is sung by Pablo under Saregama Music label. PAAS AAJA song was composed by Pablo, with lyrics written by Pablo.

Paas Aaja Lyrics

Aja zara tere bin mann yeh haarein kyun
Aja zara in sapnon mein ni humare kyun
Na ja zara mere aanhon ka hai sitara tu
Reh ja zara baahon se dekh nazara tu

Aja zara tere bin jeena gawara kyun
Na ja zara mere pyaar ka ek hi sahara tu
Reh ja zara tere mehfooz kinara hoon

Aaja zara tere bina main karta dua
Main karta dua main karta dua
Itna door na ja ki kho jaaye teri pataa
Main karta dua main karta dua

Hai pyaar ki tu raza ab paas aaja piya
Tu paas aaja piya tu paas aaja piya
Tu paas aaja piya tu paas aaja piya

Jab bhi tu mere saath hai
Har pal mujhko woh yaad reh
Saanson ki tu saans hai

Yaadon mein tere kyun
Ti in aankhon mein hasi
Aur aj iss dil mein hai kami
Leli pairon ki zameen
Yaadon mein tere kyun

Aja zara tere bin mann yeh haarein kyun
Aja zara in sapnon mein ni humare kyun
Na ja zara mere aanhon ka hai sitara tu
Reh ja zara tere bina main karta dua
Main karta dua main karta dua

Itna door na ja ki kho jaaye teri pataa
Main karta dua main karta dua

bharatlyrics.com

Hai pyaar ki tu raza ab paas aaja piya
Tu paas aaja piya tu paas aaja piya
Tu paas aaja piya tu paas aaja piya

Paas Aaja Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download