Prem Patra Aaya Hain Lyrics - Kumar Sanu

Prem Patra Aaya Hain lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Geet (1992). Prem Patra Aaya Hain Happy soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Prem patra aaya hain
Prem patra aaya hain
Usne bulaya hain
Jo naa socha tha
Kabhi aaj woh ho gaya
Aaj woh ho gaya
Prem patra aaya hain
Usne bulaya hain
Jo naa socha tha
Kabhi aaj woh ho gaya
Aaj woh ho gaya
Prem patra aaya hain haan
Haan usne bulaya hai

Khat mein likha hain jo
Kya yeh hakikat hain
Kya yeh hakikat hain tumhe
Mujhse mohabbat hain
Hai toh janeman kabhi
Yeh juban se bhi keh do
Keh do yeh keh do
Meri ho han tum meri ho
Are baba keh toh diya
Jo naa socha tha
Kabhi aaj woh ho gaya
Aaj woh ho gaya
Prem patra aaya hain haan
Haan usne bulaya hai

Achanak yeh huwa
Kaise mere dil ko hairat hain
Kyon hairat hai
Inayat hai tumhari
Ya meharban mujhpe kismat hain
Tumhe kya lagta hain
Oh tum apne toh
Sara aalam apna hain
Maine dekha woh sach hain
Ya koyi sapna hain
Yeh sach hai sach hain
Jo naa socha tha kabhi
Aaj woh ho gaya
Aaj woh ho gaya

bharatlyrics.com

Prem patra aaya hain
Haan usne bulaya hai
Jo naa socha tha
Kabhi aaj woh ho gaya
Aaj woh ho gaya
Prem patra aaya hain
Haan prem patra aaya hain
Haan haan prem patra aaya hain
Prem patra aaya hain
Prem patra aaya hain
Prem patra aaya hain.

Prem Patra Aaya Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download