Pyasi Nigahon Mein Sajan Lyrics - Asha Bhosle

Pyasi Nigahon Mein Sajan lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Bazaar Band Karo (1974). Pyasi Nigahon Mein Sajan Romantic soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Naqsh Lyallpuri.

Pyasi nigahon mein sajan
Tum aa gaye banke sawan
Pyasi nigahon mein sajan
Tum aa gaye banke sawan
Pyar ki rim jhim rim jhim lagi
Bhiga mera tan man haye
Pyasi nigahon mein sajan
Tum aa gaye banke sawan
Pyasi nigahon mein sajan
Tum aa gaye banke sawan

bharatlyrics.com

Nam tumhara har dhadkan mein
Man me tumhari hai chawi
Pyar se maine tumko paya
Pyar hi pooja hai meri
Mujhko sahara mila
Duba kinara mila
Tum jab sang sang aaya
Pyasi nigahon mein sajan
Tum aa gaye banke sawan
Pyasi nigahon mein sajan
Tum aa gaye banke sawan

Main galiyo ki dhul thi udke
Ang tumhare ja lagi
Chandan banke mahak uthi mai
Socha nahi tha ye kabhi
Tumne sajaya mujhe
Tumne sawara mujhe
Tumne hi sapne jagaye
Pyasi nigahon mein sajan
Tum aa gaye banke sawan
Are pyasi nigahon mein sajan
Tum aa gaye banke sawan
Pyar ki rim jhim rim jhim lagi
Bhiga mera tan man haye
Pyasi nigahon mein sajan
Tum aa gaye banke sawan
Pyasi nigahon mein sajan
Tum aa gaye banke sawan.

Pyasi Nigahon Mein Sajan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download