Qalandar Lyrics - Suhail Yusuf Khan

Qalandar lyrics, the song is sung by Suhail Yusuf Khan from Coke Studio Pakistan - Season 3 (2010). The music of Qalandar Pop track is composed by Aditya Balani, Suhail Yusuf Khan while the lyrics are penned by Suhail Yusuf Khan.

Todo saarey bandhanon ko
Bulandiyon ka sawera hai
Neeley ambar key parey
Bhee asmaan main andhera hai
Goree shakley kaaley dil hain
Farebiyon ney ghera hai
Iss jahaan sey tum kya logey
Chaar din kaa basera hai

Chodo saree ranjeeshon ko
Mauqa jo yeah sunehra hai
Ranjeeshon say kyaa mila hai
Jo hua woh batera hai
Aur goree shakley kaaley dil hain
Farebiyon ney ghera hai
Iss jahaan say tum kya logey
Chaar dinn kaa basera hai

bharatlyrics.com

Jhuley laal boley jhuley laal jhuley
Laal boley laal boley jhuley
Laal mast qalandar jhuley jhuley
Jaan kar bhee ansunee see
Bateyn yoon na karo
Ab yahaan tak aa gaye ho
Peechey yoon na mudo
Chotey iss karwaan main
Yuheen chaltey rahoo

Jhuley laal boley jhuley laal jhuley
Laal boley laal boley jhuley
Laal mast qalandar jhuley jhuley.

Qalandar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download