Raat Chhoti Baat Badi Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

Raat Chhoti Baat Badi Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

Raat Chhoti Baat Badi Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

Raat Chhoti Baat Badi lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan from Sanjay (1995). Raat Chhoti Baat Badi Dance soundtrack was composed by Shyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender) with lyrics written by Anwar Sagar.

Raat chhoti baat badi
Hey raat chhoti baat badi
Kyun hai mujhse door khadi
Raat chhoti baat badi
Kyun hai mujhse door khadi
Nain mila de aur samjaade
Nain mila de aur samjaade
Intihaa ki hai ye ghadi

Raat chhoti baat badi
Kyun hai mujhse door khadi
Raat chhoti baat badi
Kyun hai mujhse door khadi
O nain mila de aur samjaade
Nain mila de aursamjaade
Intihaa ki hai ye ghadi

bharatlyrics.com

Phool de jaana naram aur
Aag de jaa jaa garam
Phool de jaana naram aur
Aag de jaa jaa garam
Dil agar tujhe pe aa jaaye
Tod de saare bharam
Aaj sangam hojaayenge
Aaj sangam hojaayenge
Dhadkano mein jang chhidi

Raat chhoti baat badi
Kyun hai mujhse door khadi
Haan raat chhoti baat badi
Kyun hai mujhse door khadi
Ho nain mila de aur samjaade
Nain mila de aur samjaade
Intihaa ki hai ye ghadi

Uss jagah dil aa pahucha hain
Apani manjil hain jaha
Uss jagah dil aa pahucha hain
Apani manjil hain jaha
Aaj aage badh jaayega
Zindagi ka karawa
Bekhudi ke ik alam mein
Bekhudi ke ik alam mein
Dhaal par ki lagi chhadi

Raat chhoti baat badi
Kyun hai mujhse door khadi
Haan raat chhoti baat badi
Kyun hai mujhse door khadi
Ho nain mila de aur samjaade
Nain mila de aur samjaade
Intihaa ki hai ye ghadi

Raat chhoti baat badi
Kyun hai mujhse door khadi
Haan raat chhoti baat badi
Kyun hai mujhse door khadi.

Raat Chhoti Baat Badi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download