Raat Kya Mange Lyrics - Alka Yagnik

Raat Kya Mange lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Khuddar (1994). Raat Kya Mange Kids soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Dev Kohli.

Raat kya mange ek sitara
Laher kya mange ek kinara
Dharati mange chhav gagan ki
Baati mange jyot aagan ki
Maa aapane mune kaa sahara

Raat kya mange ek sitara
Laher kya mange ek kinara
Dharati mange chhav gagan ki
Baati mange jyot aagan ki
Maa aapane mune kaa sahara

Raat kya mange ek sitara
Laher kya mange ek kinara

Lal mere jab bhi leti hu,
Mein bahonme tujhako
Eisa lagata hai phulone,
Jaise chhuva hai mujhako
Anchal me hasane lagata hai
Anchal me hasane lagata hai
Mere mausam saara
Raat kya mange ek sitara
Maa aapane mune kaa sahara

Wo din jab rahon me chalungi,
Hath pakad ke tera
Us din sach much aapana lagega,
Mujahko jivan mera
Teri ankhose dekhungi
Teri ankhose dekhungi manjil kaa ujiyara
Raat kya mange ek sitara
Maa aapane mune kaa sahara

bharatlyrics.com

Jhum uthega dil mera,
jab daud ke tu aayega
Maa keh kar chhati se,
Meri jab tu lag jayega
Hat jayega raah se meri
Hat jayega raah se,
Meri baraso ka andhiyara

Raat kya mange ek sitara
Laher kya mange ek kinara
Dharati mange chhav gagan ki
Baati mange jyot aagan ki
Maa aapane mune kaa sahara

Raat kya mange ek sitara
Maa aapane mune kaa sahara
Raat kya mange ek sitara
Maa aapane mune kaa sahara.

 

Raat Kya Mange Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download