Ranjish Hi Sahi Sawan Mein Lyrics - Nishat Khan

Ranjish Hi Sahi Sawan Mein lyrics, the song is sung by Nishat Khan from Kuchh Kaho Yaar Tum (2003). The music of Ranjish Hi Sahi Sawan Mein Love track is composed by Rajendra Prasanna while the lyrics are penned by B.N. Sharma.

Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao
Dastak de kar darwaje par
Dastak de kar darwaje par
Waapas jaane ko aa jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao

bharatlyrics.com

Ranjish bejaa tum rakhte ho
Barso se kyun dil mein apne
Ranjish bejaa tum rakhte ho
Barso se kyun dil mein apne
In saawan ki bauchharon se
Ranjho gham saare dho daalo
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao

Mausam badale kaliyan badali
Ghulshan ne bahare badal gayi
Mausam badale kaliyan badali
Ghulshan ne bahare badal gayi
Tum bhi ranjish ko chhod sanam
Phir seene se ab lag jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao

Ranjish aksar hoti unse
Jo dil se apne hote hain
Ranjish aksar hoti unse
Jo dil se apne hote hain
Iss jhumle ka matlab lekar
Bheege aanchal tum aa jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao

Rangeen adaa rangeen chehara
Rangeen tabasoom le kar tum
Haan rangeen adaa rangeen chehara
Rangeen tabasoom le kar tum
Ik baar vivash phir baarish mein
Iin baahon mein tum kho jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao

Dastak de kar darwaje par
Waapas jaane ko aa jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao
Aankhon ko rulaane aa jaao
Aankhon ko rulaane aa jaao.

Ranjish Hi Sahi Sawan Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *