Tumhare Aane Ke Paigam Ne Lyrics - Nishat Khan, Sadhana Sargam

Tumhare Aane Ke Paigam Ne lyrics, the song is sung by Nishat Khan, Sadhana Sargam from Kuchh Kaho Yaar Tum (2003). The music of Tumhare Aane Ke Paigam Ne Happy, Love track is composed by Rajendra Prasanna while the lyrics are penned by B.N. Sharma.

Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhari chahto ne hartaraf
Roshan kiya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhari chahto ne hartaraf
Roshan kiya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko

Shaam ke waqt jab socha tumhein
Sune khayaalo mein
Shaam ke waqt jab socha tumhein
Sune khayaalo mein
Range shaamo mein ghul kar
Aapne rangeen kiya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko

Raat bhar har lamhein socha tumhein
Apne khayalo mein
Raat bhar har lamhein socha tumhein
Apne khayalo mein
Rubaru har lamhein aakar
Khushi se bhar diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko

bharatlyrics.com

Shaam mehaki raat mehaki
Sahar bhi mehaki yaadon se
Shaam mehaki raat mehaki
Sahar bhi mehaki yaadon se
Sahar ke baad har lamehein ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko

Woh hi dastak dubaara aaj phir se
Dar pe aayi hain
Woh hi dastak dubaara aaj phir se
Dar pe aayi hain
Unhi kadmon ki aahat ne
Vivash chehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko

Tumhari chahto ne hartaraf
Roshan kiya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhari chahto ne hartaraf
Roshan kiya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke.

Tumhare Aane Ke Paigam Ne Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download