Pardesi Banke Rehte Ho Lyrics - Sadhana Sargam

Pardesi Banke Rehte Ho lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam from Kuchh Kaho Yaar Tum (2003). Pardesi Banke Rehte Ho Sad soundtrack was composed by Rajendra Prasanna with lyrics written by B.N. Sharma.

Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho
Kyun mere dil mein tum
Khaabon mein aakar mere
Khaabon mein aakar mere
Mujhe aise milate ho tum
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho

bharatlyrics.com

Pardesi chalo ban gaye
Niramohi na bano
Ek baar dil ki dhadkane
Tum yaar khud suno
Tum yaar khud suno
Ghoonje wahin sadaaye to
Ghoonje wahin sadaaye to
Mere paas aana tum
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho

Seeshe ke mehel shaayad tumhein
Ab bhaa hi gaye hain
Sone ke varkh aankhon par
Ab chha hi gaye hain
Ab chha hi gaye hain
Ghar maati ka gar
Yaad aaye tumhein
Ghar maati ka gar
Yaad aaye tumhein
To laut aana tum
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho

Ab ke baarish mein yahan
Deeware hi beh jaayegi
Ghar ba paaoge wahan
Bas neev hi reh jaayegi
Bas neev hi reh jaayegi
Ghar zara bhi khayaal hamara hain
Ghar zara bhi khayaal hamara hain
To odhake aana tum
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho

Pardesi banke saajan tum
Pardesh kyun gaye
Aankhon mein karke waadein
Tum bhul kyun gaye
Tum bhul kyun gaye
Yaadein karein
Vivash tumhein to
Yaadein karein
Vivash tumhein to
Phir laut aana tum

Pardesi banke rehte ho
Kyun mere dil mein tum
Khaabon mein aakar mere
Khaabon mein aakar mere
Mujhe aise milate ho tum
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho.

Pardesi Banke Rehte Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *