Saanwali Saloni Lyrics - Alka Yagnik, Kumar Sanu

Saanwali Saloni lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Hum Sab Chor Hain (1995). Saanwali Saloni Romantic soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Nawab Arzoo.

Saanwali saloni
Teri jheel si aankhe
Inme na jaane kaha
Kho gaya hai mera dil
Saanwali saloni
Teri jheel si aankhe
Inme na jaane kaha
Kho gaya hai mera dil
Saanware salone teri
Meethi meethi baate
Kar diya tune mera
Pyar mein jina mushkil
Saanware salone teri
Meethi meethi baate
Kar diya tune mera
Pyar mein jina mushkil

bharatlyrics.com

Maine kore dil pe humdam
Tera naam likha hai
Maine tere naam ye apne
Subaho shyam likha hai
Roop hai tera meri aankhon mein
Roop hai tera meri aankhon mein
Khushbu hai teri meri sanso mein
Chehre ko chume zulfen tumhari
Jaise ke lehro se mil jaaye koi sahil

Saanwali saloni
Teri jheel si aankhe
Inme na jaane kaha
Kho gaya hai mera dil
Ho saanware salone teri
Meethi meethi baate
Kar diya tune mera
Pyar mein jina mushkil

Tu khayalo mein khwabo mein
Har pal teri baate ho
Jaise taise din katata hai
Katati nahi hai raate
Neend tune luti chain mera chhina
Neend tune luti chain mera chhina
Bin tere nahi ab hume jina
Lagti hai aise tere hotho ki laali
Jaise ke phulo mein ho
Din ka rang shamil

Saanwali saloni
Teri jheel si aankhe
Inme na jane kaha
Kho gaya hai mera dil
Ha saanware salone teri
Meethi meethi baate
Kar diya tune mera
Pyar mein jina mushkil.

Saanwali Saloni Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Saanwali Saloni is from the Hum Sab Chor Hain (1995).

The song Saanwali Saloni was sung by Alka Yagnik and Kumar Sanu.

The music for Saanwali Saloni was composed by Bappi Lahiri.

The lyrics for Saanwali Saloni were written by Nawab Arzoo.

The music director for Saanwali Saloni is Bappi Lahiri.

The song Saanwali Saloni was released under the Saregama.

The genre of the song Saanwali Saloni is Romantic.