Saawan Ki Ghata Lyrics - Mahendra Kapoor

Saawan Ki Ghata lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Aag Aur Toofan (1975). Saawan Ki Ghata Romantic soundtrack was composed by Datta Naik with lyrics written by Anand Bakshi.

Saawan ki ghata paayal ki sada
Kaliyo ki najakat kahte hai
Aye yar kahi tu wo to nahi
Jise log kyamat kahte hai
Saawan ki ghata

In julfo ka jane raz hai kya
In aankho ka ye andaz hai kya
In julfo ka jane raz hai kya
In aankho ka ye andaz hai kya
Yu koi sitam dhaye to sanam
Hum usko inayat kahte hai
Saawan ki ghata

bharatlyrics.com

Phulo ka guman bhi jhutha hai
Jannat ka bharam bhi tuta hai
Phulo ka guman bhi jhutha hai
Jannat ka bharam bhi tuta hai
In sabse kahi wo jajba hasi
Jise teri mohabbat kahte hai
Saawan ki ghata

Pucha hai sitaro se maine
Kyu nind nahi aati mujhko
Pucha hai sitaro se maine
Kyu nind nahi aati mujhko
Hai teri kasam wo isko sanam
Teri hi sararat kahte hai
Saawan ki ghata paayal ki sada
Kaliyo ki najakat kahte hai
Aye yar kahi tu wo to nahi
Jise log kyamat kahte hai
Saawan ki ghata.

Saawan Ki Ghata Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download