Sabhi Ko Khuda Ki Lyrics - Alka Yagnik, Kumar Sanu

Sabhi Ko Khuda Ki lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Dilbar (1994). The music of Sabhi Ko Khuda Ki Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

bharatlyrics.com

Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai
Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai
Magar ye zamana bada bewafa hai
Magar ye zamana bada bewafa hai
Zamane ki is bewfayi ne mara
Zamane ki is bewfayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Mujhe rat din yu teri yaad aayi
Teri yaad aayi
Mujhe rat din yu teri yaad aayi
Tere naam ki maine di hai duhayi
Tere naam ki maine di hai duhayi
Tere naam ki is duhayi ne mara
Tere naam ki is duhayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
Haya is zamane ko hargiz na aayi
Haya is zamane ko hargiz na aayi
Zamane ki is behayai ne mara
Zamane ki is behayai ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara.

Sabhi Ko Khuda Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download