Saiyan Ke Saath Madhaiya Mein Lyrics - Kumar Sanu, Sushma Shrestha (Poornima)

Saiyan Ke Saath Madhaiya Mein lyrics, the song is sung by Kumar Sanu, Sushma Shrestha (Poornima) from Eena Meena Deeka (1994). Saiyan Ke Saath Madhaiya Mein Love soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Tu ru tu tu tu ru tu tu
Tu ru tu tu tu ru tu tu
Tu ru tu tu tu ru tu tu
Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein

bharatlyrics.com

Saiya ke sath madaiya mein
Madaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Tut gayi chudi kaliya mein
Kaliya mein
Tut gayi chudi kaliya mein
Kaliya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein

Mushkil se moka mere hath aaye
Ha mushkil se moka mere hath aaye
Kar ke bahana kahi dur jaye
Bedardi kab se pada mere pichhe
Baiya pakad ke jabardasti kiche
Lapak jhapak ki ladiya mein ladiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein

Najuk badi hai jawani ki dori
Najuk badi hai jawani ki dori
Mane na kehna kare jora jori
Nas nas masti chade hole hole
Mosam suhana jiya mora dole
Jab jugnu chamke talaiya mein
Talaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Tut gayi chudi kaliya mein
Kaliya mein
Tut gayi chudi kaliya mein
Kaliya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Bada maja aaye ladaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein.

Saiyan Ke Saath Madhaiya Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download