Sar Sar Hawa Lyrics - Hema Sardesai

Sar Sar Hawa lyrics, the song is sung by Hema Sardesai from Daman: A Victim Of Marital Violence (2001). The music of Sar Sar Hawa Happy track is composed by Bhupen Hazarika while the lyrics are penned by Maya Govind.

Baje payal tori baje payal tori
Baje payal tori baje payal tori
Sar sar hawa hai
jisne badan chhua hai
Udi jaye aachal to
kya ho bolo kya hai
Chandani rat hai taro ki barat hai
Mahua bhi mahke ras barse
Jiwan hai pani hai rut mastani hai
Sapko ki rani hai umar deewani hai
Achhi ye kahani hai

Dekho dekho more rup ka nasha
Sabke man pe chhaya
Dekhke mora rang gulabi
sabka man harsaya
Phulwa mori tan me phule
Sabka man lalachaya
Har koi thame mori bahe gori gori
Chhune na dungi mai chunar mori
Baje payal tori baje payal tori
Baje payal tori baje payal tori

Juhi si komal rup ki rani
Hirni jaise naina
Sabko aaj na sone denge
More mithe baina
Preet ka pyala chhalkega to
Khub machegi halchal
Main madhushala chanchal bala
Kardu sabko pagal
Main madhushala chanchal bala
Kardu sabko pagal
Jungle ki morni chulbuli chakori
Preet for bandh ke khich lungi dori
Baje payal tori baje payal tori
Sar sar hawa hai
jisne badan chhua hai
Udi jaye aachal to
kya ho bolo kya hai
Chandani rat hai taro ki barat hai
Mahua bhi mahke ras barse
Jiwan hai pani hai rut mastani hai
Sapko ki rani hai umar deewani hai
Hey kya thumka hai

bharatlyrics.com

Baje payal tori baje payal tori
Baje payal tori baje payal tori
Baje payal tori baje payal tori
Baje payal tori baje payal tori.

Sar Sar Hawa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download